AP apny cp mein jakar backup create karsktay hain.
Or ak mashwara ye k 000web par hosting boht bara risk ha, ye mein is waja se nahen keh raha k mein hud free hosting day raha hun bal k ap hud net par 000web scam check karein.ye mein pakastani honay k nathay bata raha hun. Koi b masla ho, muje pm karen